चरवाहे अपनी भेड़े जब
रात में चारा रहे
दूत स्वर्ग से उतरा उनके पास
साथ बड़ी महिमा के |
"घबराओ मत" उसने कहा,
"आनंद का समाचार
सब लोगों को मैं आया हूँ
अब करने को प्रचार |
"तुम्हारे लिए आज के दिन
दाऊद के वंश ही से
एक मुक्तिदाता जन्म है
और पता यह ही है
"एक डालक तुम को मिलेगा
दाऊद के नगर में,
कपड़े में लिप्त हुआ है
और पड़ा चरणी में" |
जब ऐसा बोला, उसके संग
अचानक आये थे
दूत बहुतेरे, जो यह गीत
आनंद से गाते थे
"गुडानुवाद हों ईशवर का
और जग में शांति हों
प्रसन्ता मनुष्यों पर
अभी और सदा हों" |
Charwahe Apni Bhede Jab
Raat Mein Chara Rahe
Doot Swarg Se Utra Unke Paas
Saath Badi Mahima Ke
"Ghabrao Mat" Usne Kaha,
"Aanand Ka Samachar
Sab Logon Ko Mein Aaya Hoon
Ab Karne Ko Prachar
"Tumhare Liye Aaj Ka Din
Daud Ke Vansh Hi Se
Ek Muktidata Janm Hai
Aur Pata Yeh Hi Hai
"Ek Baalak Tum Ko Milega
Daud Ke Nagar Mein,
Kapde Mein Lipta Huya Hai
Aur Pada Charni Mein"
Jab Aisa Bola, Uske Sang
Achanak Aaye They
Doot Bahutere, Jo Yeh Geet
Anand Se Gaate They
"Gudanuvaad Ho Ishwar Ka
Aur Jag Mein Shanti Ho
Prasanta Manushyon Par
Abhi Aur Sada Ho"
रात में चारा रहे
दूत स्वर्ग से उतरा उनके पास
साथ बड़ी महिमा के |
"घबराओ मत" उसने कहा,
"आनंद का समाचार
सब लोगों को मैं आया हूँ
अब करने को प्रचार |
"तुम्हारे लिए आज के दिन
दाऊद के वंश ही से
एक मुक्तिदाता जन्म है
और पता यह ही है
"एक डालक तुम को मिलेगा
दाऊद के नगर में,
कपड़े में लिप्त हुआ है
और पड़ा चरणी में" |
जब ऐसा बोला, उसके संग
अचानक आये थे
दूत बहुतेरे, जो यह गीत
आनंद से गाते थे
"गुडानुवाद हों ईशवर का
और जग में शांति हों
प्रसन्ता मनुष्यों पर
अभी और सदा हों" |
Charwahe Apni Bhede Jab
Raat Mein Chara Rahe
Doot Swarg Se Utra Unke Paas
Saath Badi Mahima Ke
"Ghabrao Mat" Usne Kaha,
"Aanand Ka Samachar
Sab Logon Ko Mein Aaya Hoon
Ab Karne Ko Prachar
"Tumhare Liye Aaj Ka Din
Daud Ke Vansh Hi Se
Ek Muktidata Janm Hai
Aur Pata Yeh Hi Hai
"Ek Baalak Tum Ko Milega
Daud Ke Nagar Mein,
Kapde Mein Lipta Huya Hai
Aur Pada Charni Mein"
Jab Aisa Bola, Uske Sang
Achanak Aaye They
Doot Bahutere, Jo Yeh Geet
Anand Se Gaate They
"Gudanuvaad Ho Ishwar Ka
Aur Jag Mein Shanti Ho
Prasanta Manushyon Par
Abhi Aur Sada Ho"